SDate - Dating, Chats & Reels

डेटिंग

Spotier Online Services SRL

8.5

100K

अभी तक कोई संसाधन नहीं
एपीके गेमर ऐप का उपयोग करें
Android के लिए पुराना संस्करण APK(XAPK) प्राप्त करें
डाउनलोड करना

विवरण

Ek anokha dating app, jo bina swipe ya match ke chat karne,hamare sadshyon ki video reel dekhne ya apni khud
ki doston ki suchi banane aur jab chahen unke sath judne ki anumati deta hai.

Iss se koi fark nhiI padta ki aapka lakshya apne jivan sath ko dhundhna hai, apne aas pass ke logon ke sath
dostibhara sambandh banana hai ya aas pass ke logon se milna hai, SDate aapko hamare sadshyon ke sath behtar
tarike se judne ki anumati deta hai.

Hamari kuch badi viseshtayen:

• 🌐 Anek sthan-maidan taiyar karen😜
Aap wahan pahunchne se pehle teen sthan ko joden aur sthaniye logon ke sath batchit karen.

• 🕵️‍♀️ Adrishya mod- inn dating apps par bahut adhik paresani hain?
SDate mein aap jab chahein Adrishya mod mein switch kar sakte hain,aur kewal unn logon ke sath chat kar sakte hain jinhe aap chunte hain, baaki sabhi aapki profile ko offline delhenge

• ✅ Satyapit ho jayen- sabhi ko dikhayen ki aapki tasvire 100% vashtvik hai.
Satyapit baij aapki profilr ko adhik aakarshak bana dega aur aapko adhik milan karne mein sahayta karega. Apne khate ko satyapit karne ka matlab hai ki aapki tasvire 100% vastvik hain aur hamare karmchariyon dwara manual roop se satyapit hai.

• 🎦 Video reels- yadi ek tasvir ek hajar sabdo ke barabar hai, to ek video kitne ke layak hai?
Profile photo par lage inn sabhi filter se thak gye hain? video reel ke liye puchen😜
Hamne nvintam social media trend, video reels ko dating ki duniya ke liye anukulit kiya hai, issliye ab se, aap hamare sadashyaon ke video reels ko apne doston ke sath dekh sakte hain,sarahna kar sakte hain, tippani kar sakte hain aur sajha kar sakte hain. bejijhak apna khud ka video prakashit karein, aapka sandesh box bhar jayega.

• 👉 Abhi baat karen- koi swipe ya match ki aavyasakta nhi hai, bass chat karna shuru karein.
Yadi aap anya upyogkartaon ke sath swipe ya mel nhi karna chahte hain, to abhi chat karen batan ko dabayein aur jaadu hone dein. Hamara algorithm aapki tarah usi shhan chat karne ke ikshhuk kisi vyakti ke sath milan karega, bilkul aapki tarah. ek baat aapke connect hone ke baad, ek sukhad aashry ki ummeed hai.

• 🔎 Upyokartaon ko naam se khojen- kya hoga yadi aapke gupt crush ya aapke pasandida padosi ki profile SDate par hai?
Kya yah ek adbhut icebreaker nhi hoga? hamare sadhyon ko naam ya upnam se khojen aur ho sakta hai ki bhagya aapke sath ho.

• 👉 Poke upyogkarta- sangti safalta ki kunji hai SDate par ek crush mila lekin vah aapke sath mel nhi kha rha hai?
Koi chinta nhi, ho sakta hai ki aaoke pass itne saare anurodh ho ki usne aapko"swipe right" par dhayan nhi diya ho. Abhi bhi ummeed hai,sadashyako poke karen aur agar vah wapas poke karta hai, to game chalu hai.

Ye sabhi aur kayi anya suvidhayen SDate dating app par aapki pratiksha kar rhi hain aur ham har mahine nayi suvidhayen jod kar app mein lagatar sudhar kar rhe hain, issliye yah samanya dating app nhi hai.

✅ Download karen aur isse abhi aajmayen.

नवीनतम संस्करण में नया क्या है  1.0.7

- Bug Fixes

जानकारी

संस्करण

अद्यतन

फ़ाइल का साइज़

वर्ग

डेटिंग

Requires Android

Android 5.0 and up

डेवलपर

Spotier Online Services SRL

इंस्टॉल

100K

पहचान

com.playstore.secretdate

पर उपलब्ध

संबंधित टैग